SAARI KI SAARI 2.0 LYRICS – DARSHAN RAVAL

 SAARI KI SAARI 2.0 LYRICS – DARSHAN RAVAL  

Saari Ki Saari 2.0 Lyrics by Darshan Raval and Asees Kaur is latest song sung by them. Saari Ki Saari 2.0 song lyrics are written by Darshan Raval and music is given by Lijo George.


SAARI KI SAARI 2.0 LYRICS – DARSHAN RAVAL


"Song Detail"
Lyrics by: Darshan Raval
Singer: Darshan Raval, Asees Kaur
Composer: Lijo George

G SAARI KI SAARI 2.0 LYRICS   

Door hoke bhi paas mere ho
Sapnon se aage ab tum
Haqikat ban chuke ho
Door hoke bhi paas mere ho
Sapnon se aage ab tum
Haqikat ban chuke ho

Yeh dard hain jo tere
Tu karde unko mere
Meri har duaa mein tu
Par haqikat mein kahan



Saari ki saari meri hai tu
Tujhko kabhi na main baatun
Haara dil haara tujhpe main aise
Behoshi ke aalam hon jaise

Saari ki saari meri hai tu
Tujhko kabhi na main baatun
Haara dil haara tujhpe main aise
Behoshi ke aalam hon jaise

Yaadein meri aaye jab bhi
Soch lena kareeb hoon main
Khwaab mere aaye jab bhi
Palkon ke neeche hi hoon main

Yeh dard hain jo tere
Tu karde unko mere
Meri har duaa mein tu
Par haqikat mein kahan

Saari ki saari teri hoon main
Kabhi door tujhse na jaaun
Chaahe lage barson aane mein mujhe
Phir door tujhse na jaaun

Saari ki saari meri hai tu
Tujhko kabhi na main baatun
Haara dil haara tujhpe main aise
Behoshi ke aalam hon jaise

Saari Ki Saari 2.0 

 SAARI KI SAARI 2.0 SONG VIDEO


Post a Comment

0 Comments